Paayal ki chham chham, clap sounds and the haunting echo in their aalaap after second stanza, that's what I love about this one. And visually, absolutely love the waterfalls, floating boat in the moonlight, the moon playing hide and seek with clouds... and the way he holds her. :)
What marvelous lyrics.. and ever since I listened to this one on morning masti (Thursdays and Fridays they've been playing some of the greatest hits, golden oldies, of HFM) this morning and then on a repeat mode later in the evening, I have a hard time picking a favorite from this film: mausam hai aashiqaana or this one?
M: (chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo
F: hum hai taiyaar chalo) (2)
aao kho jaaye sitaaron mein kahin (2)
chhod de aaj yeh duniya yeh zameen
duniya yeh zameen
M: chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo
F: hum hai taiyaar chalo
hum nashe mein hai sambhaalo hume tum (2)
neend aati hai jagaa lo hume tum
jagaa lo hume tum
M: chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo
F: hum hai taiyaar chalo
M: ho ho ho... ho ho ho... ho ho ho ho
F: ho ho ho ho ho... ho ho ho ho...
zindagi khatm bhi ho jaaye agar (2)
na kabhi khatm ho ulfat ka safar
ulfat ka safar
M: (chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo
F: hum hai taiyaar chalo) (3)
Film: Pakeezah (1971)
Singers: Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi
Music Director: Ghulam Mohammed
Lyrics: Kaif Bhopali
Picturized on: Raj Kumar, Meena Kumari
Here you'll find all kinds of songs that I enjoy listening to... but mostly it's Hindi film music.
Thursday, May 13, 2010
Monday, May 10, 2010
Phir Teri Kahaani Yaad Aayi
Some numbers just stay in your mind and heart forever like this one. This is also one of those songs that I hum quite a lot like nain so nain. I don't know what it is about this song and its music that does the trick but I haven't heard such a beautiful song in a long while. Hope you enjoy it too. Lataji's voice is full of magic and Naushad's music totally goosebumpy.
phir teri kahaani yaad aayi
phir tera fasaana yaad aaya
phir aaj hamaari aankhon ko (2)
ek khwaab puraana yaad aaya
phir teri kahaani yaad aayi
jalte hai chiraagon ki soorat
har shaam teri hum yaadon mein
jab subah ko shabnam roti hai
kho jaate hai hum fariyaadon mein (2)
jab dil ne koyi aawaaz suni (2)
tera hi taraana yaad aaya
phir teri kahaani yaad aayi
shaayad kabhi milna ho jaaye
baithe hai isi armaan mein hum
toone to kinaara paa hi liye
uljhe hai magar toofaan mein hum
aye jaan-e-wafaa phir aaj hume (2)
pichhalaa woh zamaana yaad aaya
phir teri kahaani yaad aayi
phir tera fasaana yaad aaya...
Film: Dil Diya Dard Liya (1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni
Picturized on: Waheeda Rehman, Dilip Kumar
Raag: ?

Tuesday, May 4, 2010
Har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe...
Growing up next to Sben in Vallabh Vidyanagar was the best because I got to listen to a ton of Lata Mangeshkar solos on radio and tape player non-stop. She being a huge fan of the haunting melodies of LM, I got to hear this one along with many other favorites...
(har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe) (2)
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
yeh andhere mujhe ho ho ho ho ho
yeh andhere mujhe is liye hai pasand
in mein saaya bhi apna dikhaayi na de (2)
roshni ho wahaan (3) tu jahaan bhi rahe
zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
chaand dhoondhla sahi ho ho ho ho ho
chaand dhoondhla sahi gham nahin hai mujhe
teri raaton pe raaton ka saaya na ho (2)
chaandni ho wahaan (3) tu jahaan bhi rahe
zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
Film: Upkaar (1967)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Kalyanji Anandji
Lyrics Gulshan Bawra
Picturized on: ?

Friday, April 30, 2010
Hum se aaya na gayaa...
This one is a favorite of Papu and I. We both adore this one as much as we love phir wohi shaam. I didn't know this one was a Madan Mohan creation until today...
Shubha Khote and Anoop Kumar look so cute together. Seems like the song is sung in a lighter mood than what the lyrics convey.
hum se aaya na gayaa tumse bhulaaya na gayaa (2)
faasla pyaar mein dono se mitaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa tumse bhulaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa
woh ghadi yaad hai jab tumse mulaaqaat hui (2)
ek ishaaraa huaa do haath badhe baat hui
dekhte dekhte din dhal gayaa aur raat hui
woh samaa aaj talak dil se bhulaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa tumse bhulaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa
kyaa khabar thi ki mile hai to bichhadne ke liye (2)
kismate apni banaayi hai bigadne ke liye (2)
pyaar ka baag lagaaya tha ujadane ke liye
is taraah ujadaa ke phir humse basaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa tumse bhulaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa
yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai (2)
phool khilta bhi hai aur khilke bikhar jaata hai
sab chale jaate hai tab dard-e-jigar reh jaata hai
daag jo toone diya dil se mitaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa tumse bhulaaya na gayaa
faasla pyaar mein dono se mitaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa tumse bhulaaya na gayaa
hum se aaya na gayaa
Film: Dekh Kabira Roya (1957)
Singer: Talat Mahmood
Music Director: Madan Mohan
Lyrics: Rajendra Krishan
Picturized on: Anoop Kumar, Shubha Khote

Monday, April 19, 2010
Koyi saagar dil ko behlaataa nahin...
Been listening to songs based on raag kalaavati and raag kalyaan. This one is a favorite! The lyrics are also very close to the heart.
koyi saagar dil ko behlaataa nahin (2)
bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin
koyi saagar dil ko behlaataa nahin
main koyi patthar nahin insaan hoon (2)
kaise keh doon gham se ghabraataa nahin
koyi saagar dil ko behlaataa nahin
bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin
kal to sab the caarvaan ke saath saath (2)
aaj koyi raah dikhlaataa nahin
koyi saagar dil ko behlaataa nahin
bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin
zindagi ke aaine ko tod do (2)
is mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin
koyi saagar dil ko behlaataa nahin
bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin
koyi saagar dil ko behlaataa nahin
Film: Dil Diya Dard Liya (1966)
Singer: Mohammad Rafi
Music Director: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni
Picturized on: Dilip Kumar, Waheeda Rehman
Raag: Kalaavati

Subscribe to:
Posts (Atom)