Discovered this melodious song while listening to some old songs on this blog. I completely adore how he sings the "kyaa" before "jaadu" each and every single time.
The music is of Pankaj Mullick and beautiful but very little amounts of lyrics are by Kidar Sharma.
main kyaa jaanu kyaa jaadu hai
jaadu hai (2)
main kyaa jaanu kyaa jaadu hai
in do matwaale nainon mein
jaadu hai (3)
main kyaa jaanu kyaa jaadu hai
ek ek athaa saagar sa hai (2)
in do matwaale nainon mein
jaadu hai (3)
main kyaa jaanu kyaa jaadu hai
(man poochh rahaa hai ab mujhse
nainon ne kahaa hai kyaa tujhse) (2)
jab nain mile
nainon ne kahaa (2)
jab nain mile nainon ne kahaa
ab nain base ke nainon mein
main kyaa jaanu kyaa jaadu hai
jaadu hai (2)
in do matwaale nainon mein
jaadu hai (3)
main kyaa jaanu kyaa jaadu hai
Film: Zindagi (1940)
Singer: K. L. Saigal
Music Director: Pankaj Mullick
Lyrics: Kidar Sharma
Picturized on: ?
A couple of other singers sing this KLS song and the clips have clearer audio:
Here you'll find all kinds of songs that I enjoy listening to... but mostly it's Hindi film music.
Showing posts with label Singer - K. L. Saigal. Show all posts
Showing posts with label Singer - K. L. Saigal. Show all posts
Wednesday, August 11, 2010
Wednesday, February 17, 2010
Gham Diye Mustakil Kitna Naazuk Hai Dil
Got to listen to a clip of this song while watching DDLJ and I just couldn't stop listening to it. And it took less than few moments to find it on youtube and listen to it. :) It truly is blessing.
What a beautiful song! K. L. Saigal has such a sweet voice. It sucks he left us so early.
It's funny, in the evening I was listening to "dil hai pyaare zaraa dekh to le" from Guddu (1995) and that also has Naushad's music and this one from 1946 has got the same music director. It's amazing!
gham diye mushtaqil
kitna naazuk hai dil, yeh na jaana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
de uthe daag lau
unse aye maah-e-nau, keh sunaana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
(dil ke haathon se daaman chhuda kar
gham ki nazron se nazren bachaa kar) (2)
uth ke woh chal diye
kehte hi reh gaye, hum fasaana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
(koyi meri yeh rudaad dekhe
yeh mohabbat ki bedaad dekhe) (2)
phoonk rahaa hai jigar
pad rahaa hai magar, muskuraana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
gham diye mushtaqil
kitna naazuk hai dil, yeh na jaanaa
haaye haaye yeh zaalim zamaana
Film: Shahjehan (1946)
Singer: Kundan Lal Saigal
Music Director: Naushad Ali
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Picturized on: Kundan Lal Saigal
What a beautiful song! K. L. Saigal has such a sweet voice. It sucks he left us so early.
It's funny, in the evening I was listening to "dil hai pyaare zaraa dekh to le" from Guddu (1995) and that also has Naushad's music and this one from 1946 has got the same music director. It's amazing!
gham diye mushtaqil
kitna naazuk hai dil, yeh na jaana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
de uthe daag lau
unse aye maah-e-nau, keh sunaana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
(dil ke haathon se daaman chhuda kar
gham ki nazron se nazren bachaa kar) (2)
uth ke woh chal diye
kehte hi reh gaye, hum fasaana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
(koyi meri yeh rudaad dekhe
yeh mohabbat ki bedaad dekhe) (2)
phoonk rahaa hai jigar
pad rahaa hai magar, muskuraana
haaye haaye yeh zaalim zamaana
gham diye mushtaqil
kitna naazuk hai dil, yeh na jaanaa
haaye haaye yeh zaalim zamaana
Film: Shahjehan (1946)
Singer: Kundan Lal Saigal
Music Director: Naushad Ali
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Picturized on: Kundan Lal Saigal
Friday, May 30, 2008
Baalam Aaye Baso More Man Mein
Wow! I was just amazed to find this song on video today. Thanks to Musique4ever.
What a wonderful & such a playful song!
baalam aaye baso more mann mein (3)
baalam...
saawan aaya tum na aaye (2)
tum bin rasiyaa kuch na bhaaye (2)
mann mein more kook uthat jab (2)
koyal kookat par mein
baalam aaye baso more mann mein
suratiyaa jaagi matwaari (2)
patli kamariyaa umariyaa baali
suratiyaa jaagi matwaari
patli kamariyaa umariyaa baali
ek nayaa sansaar basaa hai (2)
jinke do nainan mein
baalam aaye baso more mann mein (2)
Film: Devdas (1935)
Singer: Kundan Lal Saigal
Music Director: Timir Baran
Lyrics: Kidar Sharma
Picturized on: P.C. Barua (Pramathesh Chandra Barua), Jamuna Barua
What a wonderful & such a playful song!
baalam aaye baso more mann mein (3)
baalam...
saawan aaya tum na aaye (2)
tum bin rasiyaa kuch na bhaaye (2)
mann mein more kook uthat jab (2)
koyal kookat par mein
baalam aaye baso more mann mein
suratiyaa jaagi matwaari (2)
patli kamariyaa umariyaa baali
suratiyaa jaagi matwaari
patli kamariyaa umariyaa baali
ek nayaa sansaar basaa hai (2)
jinke do nainan mein
baalam aaye baso more mann mein (2)
Film: Devdas (1935)
Singer: Kundan Lal Saigal
Music Director: Timir Baran
Lyrics: Kidar Sharma
Picturized on: P.C. Barua (Pramathesh Chandra Barua), Jamuna Barua
Do Nainaa Matwaare Tihaare
What I like about this song is that there are imperfections yet it's so perfect. I adore some of KL Saigal's songs, this being one of them, also picturized on himself.
It is quite sad so many good male singers of HFM have died so young. KLS being one of them too. Such a great loss. :(
(do nainaa matwaare tihaare
hum par zulm kare
hum par zulm kare) (2)
nainon mein rahe to sudh-budh khoye (2)
chhupe to (2) chain hare
do nainaa (2) matwaare tihaare
hum par zulm kare (2)
tan tan ke chalaaye teer
nas nas mein (2) uthaaye peer
tan tan ke chalaaye teer
nas nas mein uthaaye peer
madbhare rasile nithor bade na dare na dheer dhare
do nainaa matwaare tihaare
hum par zulm kare (2)
jab hoti ho (2) tum us paar
man ki (2) beena ke baj uthate hai zor zor se taar (2)
paas aaye (2) to aise bhool gaye
pal chhin mein (2) sab kuchh bhool gaye
paas aaye to aise bhool gaye
pal chhin mein sab kuchh bhool gaye
khushiyon ke sote ubal pade har ang pe rang bhare
do nainaa matwaare tihaare
hum par zulm kare (2)
Film: Meri Bahen (1944) aka My Sister (1944)
Singer: Kundan Lal Saigal
Music Director: Pankaj Mallick
Lyrics: Bhushan
Picturized on: K. L. Saigal, Sumitra Devi
It is quite sad so many good male singers of HFM have died so young. KLS being one of them too. Such a great loss. :(
(do nainaa matwaare tihaare
hum par zulm kare
hum par zulm kare) (2)
nainon mein rahe to sudh-budh khoye (2)
chhupe to (2) chain hare
do nainaa (2) matwaare tihaare
hum par zulm kare (2)
tan tan ke chalaaye teer
nas nas mein (2) uthaaye peer
tan tan ke chalaaye teer
nas nas mein uthaaye peer
madbhare rasile nithor bade na dare na dheer dhare
do nainaa matwaare tihaare
hum par zulm kare (2)
jab hoti ho (2) tum us paar
man ki (2) beena ke baj uthate hai zor zor se taar (2)
paas aaye (2) to aise bhool gaye
pal chhin mein (2) sab kuchh bhool gaye
paas aaye to aise bhool gaye
pal chhin mein sab kuchh bhool gaye
khushiyon ke sote ubal pade har ang pe rang bhare
do nainaa matwaare tihaare
hum par zulm kare (2)
Film: Meri Bahen (1944) aka My Sister (1944)
Singer: Kundan Lal Saigal
Music Director: Pankaj Mallick
Lyrics: Bhushan
Picturized on: K. L. Saigal, Sumitra Devi
Subscribe to:
Posts (Atom)