Showing posts with label Actor - Bindiya Goswami. Show all posts
Showing posts with label Actor - Bindiya Goswami. Show all posts

Monday, August 27, 2007

Aanewala Pal Jaanewala Hai

So Zahida asked today: What Song is an Inspiration To You?
Is there any particular song that gives you a positive feeling when U are feeling down?? Please share your favourite songs that really inspires you in life.

And the only one I could think of was this one. This is one song I never get tired of listening or watching...
Kishore Kumar's voice sweet as honey and Gulzar sahab's lyrics with RDB music! That's a totally deadly combo. And the song is a treat to watch because of Hrishida's direction.


hummmm aha ha ha hey hey hey...

aanewala pal jaanewala hai (2)
ho sake to iss mein zindagi bitaa do
pal jo yeh jaanewala hai ho ho

aanewala pal jaanewala hai
ho sake to iss mein zindagi bitaa do
pal jo yeh jaanewala hai ho ho

ek baar yoon mili maasoom si kali(2)
ho khilte hue kahaan pushpaash mein chali
dekhaa to yahin hai dhoondhaa to nahin hai
pal jo yeh jaanewala hai ho ho
aanewala pal jaanewala hai
ho sake to iss mein zindagi bitaa do
pal jo yeh jaanewala hai

ek baar waqt se lamhaa giraa kahin (2)
wahaan dastaan mili lamhaa kahin nahin
thodaa sa hansaa ke thodaa sa rulaa ke
pal yeh bhi jaanewala hai ho ho
aanewala pal jaanewala hai
ho sake to iss mein zindagi bitaa do
pal jo yeh jaanewala hai ho ho
aanewala pal jaanewala hai (2)


Movie: Golmaal (1979)
Music Director: R. D. Burman
Singer: Kishore Kumar
Lyrics: Gulzar
Picturized on: Amol Palekar, Bindiya Goswami, Utpal Dutt

Part I:
Part II:

Tuesday, March 27, 2007

Yeh Mulaaqaat Ek Bahaana Hai

Yet another *goosebumpy* song. Fantastic music and beautiful lyrics with the voice that's sweeter than honey. Song you feel like listening to all day long... Just love it! :)

Notice how every other stanza is started on a different tune!

yeh mulaaqaat ek bahaana hai (2)
pyaar ka silsila puraana hai
yeh mulaaqaat ek bahaana hai

dhadkane dhadkanon mein kho jaaye (2)
dil ko dil ke kareeb laana hai (2)
pyaar ka silsila puraana hai
yeh mulaaqaat ek bahaana hai

main hoon apne sanam ki baahon mein (2)
mere kadmon tale zamaana hai (2)
pyaar ka silsila puraana hai
yeh mulaaqaat ek bahaana hai

khwaab to kaanch se bhi naazook hai (2)
tootne se inhe bachaana hai (2)
pyaar ka silsila puraana hai
yeh mulaaqaat ek bahaana hai

man mera pyaar ka shivala hai (2)
aap ko devtaa banaana hai (2)
pyaar ka silsila puraana hai
yeh mulaaqaat ek bahaana hai




येह मुलाक़ात एक बहाना है (२)
प्यार का सिलसिला पुराना है
येह मुलाक़ात एक बहाना है

धड़कने धद्कानो में खो जाये (२)
दील को दील के करीब लाना है (२)
प्यार का सिलसिला पुराना है
येह मुलाक़ात एक बहाना है

मैं हूँ अपने सनम की बाहों में (२)
मेरे क़दमों तले ज़माना है (२)
प्यार का सिलसिला पुराना है
येह मुलाक़ात एक बहाना है

ख़्वाब तो कांच से भी नाज़ुक है (२)
टूटने से इंन्हें बचाना है (२)
प्यार का सिलसिला पुराना है
येह मुलाक़ात एक बहाना है

मन मेरा प्यार का शिवाला है (२)
आप को देवता बनाना है (२)
प्यार का सिलसिला पुराना है
येह मुलाक़ात एक बहाना है


Movie: Khandaan (1979)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Khaiyaam
Lyricist: Naqsh Lyalpuri

Picturized on: Jeetendra, Sulakshana Pandit, Bindiya Goswami, Rakesh Roshan