The song that totally grows on you. Got a chance to watch the movie once again today and I kept on going back to this one. So glad I went back to listen to it. The excitement of the film almost makes you miss it. Glad I didn't.
M: kahin to kahin to hogi woh
duniya jahaan tu mere saath hai
jahaan main jahaan tu aur jahaan
bas tere mere jazbaat hai
hogi jahaan subah teri
palkon ki kiranon mein
lori jahaan chaand ki
sune teri baahon mein
(jahaan na kahaan woh duniya hai
jaane na woh hai bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujhse
itni khafaa nahin) (2)
F: saansen kho gayi hai kis ki aanhon mein
main kho gayi hoon jaane kis ki baahon mein
manzilon se raahe dhoondhti chali
aurkho gayi hai manzil kahin raahon mein
M: kahin to kahin to hai nashaa
teri meri har mulaqaat mein
hothon se hothon ko choomti
oh rehte hai hum har baat pe
kehti hai fiza jahaan
teri zameen aasmaan
jahaan hai tu meri haseen
meri khushi meri jaan
(jahaan na kahaan woh duniya hai
jaane na woh hai bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujhse
itni khafaa nahin) (3)
Film: Jaane Tu Yaa Jaane Na (2008)
Singers: Rashid Ali, Vasundhara Das
Music: A. R. Rahman
Lyrics: Abbas Tyrewala
Picturized on: Imran Khan, Genelia D'Souza, Ayaz Khan, Manjari Phadnis & Others
M: kahin to kahin to hogi woh
duniya jahaan tu mere saath hai
jahaan main jahaan tu aur jahaan
bas tere mere jazbaat hai
hogi jahaan subah teri
palkon ki kiranon mein
lori jahaan chaand ki
sune teri baahon mein
(jahaan na kahaan woh duniya hai
jaane na woh hai bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujhse
itni khafaa nahin) (2)
F: saansen kho gayi hai kis ki aanhon mein
main kho gayi hoon jaane kis ki baahon mein
manzilon se raahe dhoondhti chali
aurkho gayi hai manzil kahin raahon mein
M: kahin to kahin to hai nashaa
teri meri har mulaqaat mein
hothon se hothon ko choomti
oh rehte hai hum har baat pe
kehti hai fiza jahaan
teri zameen aasmaan
jahaan hai tu meri haseen
meri khushi meri jaan
(jahaan na kahaan woh duniya hai
jaane na woh hai bhi ya nahin
jahaan meri zindagi mujhse
itni khafaa nahin) (3)
Film: Jaane Tu Yaa Jaane Na (2008)
Singers: Rashid Ali, Vasundhara Das
Music: A. R. Rahman
Lyrics: Abbas Tyrewala
Picturized on: Imran Khan, Genelia D'Souza, Ayaz Khan, Manjari Phadnis & Others
No comments:
Post a Comment