Monday, January 18, 2010

Aate Jaate Hanste Gaate...

When I get tired of watching all other movies, I watch Rajshri movies, specially one of Maine Pyaar Kiya, Hum Aap Ke Hai Kaun or Hum Saath Saath Hai. Last night while watching HAHK, I realized how beautifully they have picturized the title song. It reminded me of the title songs of James Bond movies, because these are the kinds of film that have a fantastic title song - in one way or the other. So then I decided to watch Maine Pyaar Kiya, yet another Rajshri favorite of mine that has a beautiful title song. I do like HAHK title song better than this, but it's such beautiful one I decided to put this one on here first. Enjoy!


M: I love you...
F: I love you...
Both: I love you...

M: aate jaate hanste gaate
socha tha maine man mein kayi baar
woh pehli nazar halka sa asar
karta hai kyon is dil ko beqaraar
ruk ke chalna chalke rukna
na jaane tumhen hai kis ka intezaar
tera woh yakeen kahin main to nahin
lagta hai yehi kyon mujhko baar baar
yehi sach hai shaayad maine pyaar kiya
haan haan tumse maine pyaar kiya

F: aate jaate hanste gaate
socha tha maine man mein kayi baar
hothon ki kali kuchh aur khili
yeh dil pe hua hai kis ka ikhtiyaar
tum kaun ho batla to do
kyon karne lagi main tum pe aitbaar
khaamosh rahoon ya main keh doon
ya kar loon main chupke se ye sweekaar
yehi sach hai shaayad maine pyaar kiya
haan haan tumse maine pyaar kiya .

(completely adore the violin playing through out the song)

Film: Maine Pyaar Kiya (1989)
Singers: Lata Mangeshkar & S.P.Balasubramaniam
Music Director: Raam Laxman
Lyrics: Dev Kohli
Picturized on: Unknown


No comments: