I recently got to watch this movie and completely went gaga over this song. I think I can say it's thanks to the male singer, Atif Aslam for I feel so. Of course, my favorite song to watch is still tu mere agal bagal hai for it's so upbeat and has out-of-this-world dance, but there's a certain charm that this song has when it comes to lyrics and romance so I'm partial to this one. The words are so beautiful and the music makes me want to dance to it. Shahid Kapoor and Ileana D'Cruz look their gorgeous selves.
M: khwaab hai tu neend hoon main
dono mile raat bane
roz yehi maangu dua teri meri baat bane
baat bane
main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani (2)
mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani

Ch: oh yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhaavaa
jaagti ratiyaan roz bitaavaa
isse aage ab main kyaa kahoon
oh yaara tujhe dolti ankhiyaan sadke jaavaa
maang le pakhiyaan aaj duavaa
isse aage ab main kyaa kahoon
F: maine to dheere se neendon ke dhaage se
baandha hai khwaab ko tere
main na jahaan chaahoon na aasmaan chaahoon
aaja hisse main tu mere
M: tu dhang chaahaton ka main jaise koyi naadaani (2)
mujhe khud se joD de to mere yaar baat ban jaani

F: tere khayaalon se tere khayaalon tak
mera to hai aana jaana
mera to jo bhi hai tu hi tha tu hi hai
baaki jahaan hai begaana
M: tum ek musaafir ho main koyi raah anjaani (2)
man-chaaha moD de to mere yaar baan ban jaani

Film: Phata Poster Nikla Hero (2013)
Singers: Atif Aslam, Chinmayi
Music Director: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya
Picturized on: Shahid Kapoor, Ileana D'Cruz
Full audio:
Video song with single stanza: