Yet again, I'm back to the 90s. Just can't get enough. This one too, tops the list but there's so many good ones I don't know where to place them. Jatin Lalit were the most famous ones at the time, it looks like and gave nice melodies as well. Makes of want to just sit there gazing out the window listening to songs like these. Would love to go visit the place shown in the song... some day away from this crazy rut.
F: chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
chun liya maine sun liya
M: pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hai naya intezaar
kar loon main kya apna haal
aye dil-e-bekaraar
mere dil-e-bekaraar tu hi bataa
pehla nasha pehla khumaar
M: (udta hi phiru in hawaao mein kahin
ya mein jhool jaau in ghataao mein kahin) (2)
ek kar doon aasmaan aur zameen
kaho yaaron kya karoon kya nahin
pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hai naya intezaar
kar loon main kya apna haal
aye dil-e-bekaraar
mere dil-e-bekaraar tu hi bataa
pehla nasha pehla khumaar
F: (usne baat kee kuchh aise dhang se
sapne de gayaa woh hazaaron rang ke) (2)
reh jaau jaise main haar ke
aur choome woh mujhe pyaar se
pehla nasha pehla khumaar
naya pyaar hai naya intezaar
kar loon main kya apna haal
aye dil-e-bekaraar
mere dil-e-bekaraar
Film: Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
Singers: Udit Narayan, Sadhana Sargam
Music Director: Jatin Lalit
Lyrics: Majrooh
Picturized on: Aamir Khan, Ayesha Jhulka
Here you'll find all kinds of songs that I enjoy listening to... but mostly it's Hindi film music.
Showing posts with label Actor - Ayesha Jhulka. Show all posts
Showing posts with label Actor - Ayesha Jhulka. Show all posts
Thursday, October 9, 2008
Wednesday, October 1, 2008
Waada Rahaa Sanam
One of my favorite duets of the 90s. I can still listen to it as if it came out yesterday.
F: aa ha ha ha ha
aa ha ha ha ha
aa ha ha ha ha ha
waada raha sanam honge judaa na hum
chaahe na chaahe zamana
hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana (2)
M: waada raha sanam honge judaa na hum
chaahe na chaahe zamana
hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana (2)
(chorus)
M: (kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi
kya baat hai jo teri aankh bhar aayi) (2)
dekho to kya nazaare hai
tumhaari taraah pyaare hai
hanso na mere liye tum
sabhi to yeh tumhaare hai o jaan-e-jaan
hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana (2)
F: (in waadiyon mein yoon hi milte rahenge
dil mein wafaa ke diye jalte rahenge) (2)
yeh maanga hai duaaon mein
kami na ho wafaaon mein
rahe teri nigaahon mein
likho na yeh fizaaon mein o saajana
hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana (2)
Both: waada raha sanam honge judaa na hum
chaahe na chaahe zamaana
hamaari chaahaton ka mit na sakega fasaana (2)
hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm hm (2)
Film: Khiladi (1992)
Singers: Alka Yagnik, Abhijeet
Music Director: Jatin Lalit
Lyrics: Anwar Sagar
Picturized on: Akshay Kumar, Ayesha Jhulka

Subscribe to:
Posts (Atom)