Thursday, March 28, 2013

Jiye to jiye kaise... bin aapke..

Having gotten a chance to meet Pankaj Udhas ji in person a couple of weekends back was super exciting not only for getting a chance to meet and get his autograph but also to listen to him sing! He didn't sing too many ghazals at the program that I was part of but got his DVD where he has sung various ghazals at Gateway of India in December 2011. And I got to listen to this song from Saajan. It took me back to the 90s once again.. what I loved the most about this was the aalaap he sang, that aren't in the film song. It just made me wish the song was longer, at least one more stanza would've been awesome. Until then, here's the non-filmy version of the beautiful ghazal penned by Sameer ji.


jiye to jiye kaise bin aap ke (2)
lagta nahin dil kahin bin aap ke
jiye to jiye kaise.. haaye.. bin aap ke

dekhke woh mujhe tera palken jhuka dena (2)
yaad bahot aaye tera muskura dena

dekhke woh mujhe tera palken jhuka dena
yaad bahot aaye tera muskura dena

kaise bhulaau woh saari baatein
woh meethi raatein woh mulakaate

jiye to jiye kaise.. haaye.. bin aap ke (2)

kaise kahoon bina tere zindagi yeh kya hogi (2)
jaise koyi sazaa koyi baddua hogi
kaise kahoon.. (aalap follows)
kaise kahoon kahoon..
kaise kahoon.. (2)
kaise kahoon (3) bina tere zindagi yeh kya hogi
jaise koyi sazaa koyi baddua hogi

maine kiya hai yeh faislaa
jeena nahin hai tere bina

jiye to jiye kaise.. haaye.. bin aap ke
jiye to jiye kaise bin aap ke
lagta nahin dil kahin bin aap ke
jiye to jiye kaise bin aap ke
haaye bin aap ke (2)

Film: Saajan (1991)
Singer: Pankaj Udhas
Music Directors: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Picturized on: Salman Khan, Madhuri Dixit, Pankaj Udhas