Friday, December 13, 2013

Main rang sharbaton ka..

I recently got to watch this movie and completely went gaga over this song. I think I can say it's thanks to the male singer, Atif Aslam for I feel so. Of course, my favorite song to watch is still tu mere agal bagal hai for it's so upbeat and has out-of-this-world dance, but there's a certain charm that this song has when it comes to lyrics and romance so I'm partial to this one. The words are so beautiful and the music makes me want to dance to it. Shahid Kapoor and Ileana D'Cruz look their gorgeous selves.


M: khwaab hai tu neend hoon main
dono mile raat bane
roz yehi maangu dua teri meri baat bane
baat bane

main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani (2)
mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani

main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani (2)
mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani

main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani (2)

Ch: oh yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhaavaa
jaagti ratiyaan roz bitaavaa
isse aage ab main kyaa kahoon

oh yaara tujhe dolti ankhiyaan sadke jaavaa
maang le pakhiyaan aaj duavaa
isse aage ab main kyaa kahoon

F: maine to dheere se neendon ke dhaage se
baandha hai khwaab ko tere
main na jahaan chaahoon na aasmaan chaahoon
aaja hisse main tu mere

M: tu dhang chaahaton ka main jaise koyi naadaani (2)
mujhe khud se joD de to mere yaar baat ban jaani
main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani (2)

F: tere khayaalon se tere khayaalon tak
mera to hai aana jaana
mera to jo bhi hai tu hi tha tu hi hai
baaki jahaan hai begaana

M: tum ek musaafir ho main koyi raah anjaani (2)
man-chaaha moD de to mere yaar baan ban jaani
main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani (2)
mujhe khud mein ghol de to mere yaar baat ban jaani
main rang sharbaton ka tu meethe ghaat ka paani (2)

Ch: oh yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhaavaa
jaagti ratiyaan roz bitaavaa
isse aage ab main kyaa kahoon

oh yaara tujhe dolti ankhiyaan sadke jaavaa
maang le pakhiyaan aaj duavaa
isse aage ab main kyaa kahoon


Film: Phata Poster Nikla Hero (2013)
Singers: Atif Aslam, Chinmayi
Music Director: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya
Picturized on: Shahid Kapoor, Ileana D'Cruz

Full audio:


Video song with single stanza:

Sunday, December 1, 2013

Yeh laal ishq yeh malaal ishq...

Awesome thing about most of the new movies is the one or two slow songs that they add to the sound track. Today, while watching Ram Leela, this is the song that got stuck in mind. What an awesome song!! It reminds me of so many other songs like "sat srishtitaanDav rachayita", "shri raamchandra kripalu bhajaman", "jab deep jale aana". Makes me wonder if it's because it's based on raag yaman-kalyan because of all the songs I am getting reminded of. It has kind of a sufi feel to it also and I think that's what makes it so awesome... What beautiful voice Arjit Singh has! SLB has done such an awesome work with music of this song it makes me want to listen to it over and over again.


M: ho ho..
aye re re na na hm hm hm..
Ch: (yeh laal ishq yeh malaal ishq
yeh aib ishq yeh bair ishq) (2)
ishq ishq (2)

M: tujh sang bair lagaaya aisa (2)
rahaa na main phir apne jaisa
ho rahaa na main phir apne jaisa

mera naam ishq tera naam ishq (3)
mera naam tera naam
mera naam ishq
(yeh laal ishq yeh malaal ishq
yeh aib ishq yeh bair ishq) (2)
Ch: ishq ishq (2)

hey hey
M: apna naam badal doon.. badal doon
ya tera naam chhupa loon.. chhupa loon
ya chhod ke saari yaad main bairaag uthaa loon
bas ek rahe mera kaam ishq
mera kaam ishq (2)
mera naam ishq tera naam ishq
mera naam tera naam
mera naam ishq
(yeh laal ishq yeh malaal ishq
yeh aib ishq yeh bair ishq) (2)

yeh kaali raat jakaD loon
yeh thanDa chaand pakaD loon
ho yeh kaali raat jakaD loon
ye thanDa chaand pakaD loon
din raat ke andheri bhed ka
rukh moD ke main rakh doon
tujh sang bair lagaaya aisa
rahaa na main phir apne jaisa
ho rahaa na main phir apne jaisa

mera naam ishq tera naam ishq (3)
mera naam tera naam
mera naam ishq
(yeh laal ishq yeh malaal ishq
yeh aib ishq yeh bair ishq) (3)


Film: Ram Leela (2013)
Singer: Arjit Singh
Music Director: Monty Sharma, Sanjay Leela Bhansali
Lyrics: Siddharth-Garima
Picturized: Ranveer Singh, Deepika Padukone