Thursday, June 28, 2007

Pyaar Ki Yeh Kahaani Suno

The first thing you notice about this Latin style dance number is its catchy tune and if you're watching it... you just keep watching Abhay Deol and Minissha Lamba dancing away their tango style dance. What a fantastic song! Vishal Shekhar have done awesome job in bringing that charm to the song with their music. I'm becoming their bigger fan with each song I hear of theirs. Sunidhi is simply superb! It's fashion out there to compose songs that are her style, hit style. What was like icing on the cake was to hear Reecha Tripathi of Canada on Sa Re Ga Ma Pa Challenge 2007 sing this song with such ease. She's truely done justice to the song. Hopefully we will get to hear more of her and more of such sweet numbers from Vishal Shekhar as they gain more and more popularity among fans.


pyaar ki yeh kahani suno
ek ladka tha ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha ek ladki thi

woh bhi ek daur tha
waqt hi aur tha
jab woh the ajnabi
dono tanha se the
par woh kehte kisse
baat jo dil mein thi

oy yo yo
oy yo yo yo yo

pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha ek ladki thi

woh bhi ek daur tha
waqt hi aur tha
jab woh the ajnabi
dono tanha se the
par woh kehte kisse
baat jo dil mein thi

pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha ek ladki thi

oy yo yo
oy yo yo yo yo

gumsum gumsum rehte the dono
phir bhi dil mein kehte dono
koi sapna hum bhi to paaye
ek din toote gham ke woh ghere
jhilmil jhilmil aaye savere
mausam badla jaagi fizaayen
woh mil gaye woh khil gaye
aur pyaar ho hi gayaa
jo chaha tha woh paaya to
hosh kho hi gayaa

pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha ek ladki thi

haule haule ab woh deewaane
gun gun gaaye dil ke taraane
sun sun jhoome saari hawaaen
dhadkan dhadkan hai bheki bheki
tan man tan man chaahat hai mehki
sapne apne jaadoo jagaaye
inhe dekhoge to jaanoge
kya hai nashaa pyaar kaa
yehi sochoge yehi chaahoge
sang rahe yeh sadaa

pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha ek ladki thi

woh bhi ek daur tha
waqt hi aur tha
jab woh the ajnabi
dono tanha se the
par woh kehte kisse
baat jo dil mein thi

pyaar ki yeh kahaani suno
ek ladka tha ek ladki thi
hoti kya hai jawaani suno
ek ladka tha ek ladki thi


Movie: Honeymoon Travels Pvt. Ltd. (2007)
Music Director: Vishal Shekhar
Singer: Sunidhi Chauhan & Gayatri Iyer
Lyrics: Javed Akhtar

Original version:


Reecha Tripathi's version:

Friday, June 15, 2007

Warning: Music India Online installs Viruses, Spyware

This is a note to self and for those music lovers who go on MusicIndiaOnline.com to listen to music. Their site spreads viruses and spyware on your personal computers. I will have to stop visiting the website because the cleanup of the PC is such a pain in the neck.. literally I got a headache and backache resolving issues with my PC after MIO installed virus and spyware at two different instances. Seriously, these guys need to just realize that pop-ups and advertising is fine, when they're offering a free service, but virus? and spyware? WHY?

Wednesday, June 13, 2007

Khali Dil Nahin Jaan Vhi... Ishq Di Gali Vich

It was on Sa Re Ga Ma Pa Challenge 2007 when Junaid Sheikh from Karachi, Pakistan sang this song I heard it for the first time. Ever since then I can't stop humming it and listening to it again and again. I have to admit that I like Junaid's version much better than the original just because it's a male solo instead of a duet like in original song but at the same time the voice of Junaid is much more appealing for some reason than the voice of Hans Raj Hans. The song itself is truely beautiful because of the composition by none other than Ustad Nusrat Fateh Ali Khan. Anand Bakshi's lyrics are also nice with a bit of that Punjabi touch to it. Wish the original was also a male solo or rather... if Junaid had sung the whole song instead of a single stanza. I've become a fan of this kid's singing now.

ishq hai paani ka ek katra
katre mein toofan
ek haath mein apna dil rakh le
ek haath mein rakh le jaan

khali dil nahin jaan vhi yeh mangta (2)
ishq di gali vich koi koi langda (2)

khali dil nahin jaan vhi yeh mangta (2)
ishq di gali vich koi koi langda (2)

(jogiyo ke pichhe jaise jog lag jaata hai
premiyon ko prem wala rog lag jata hai) (2)
lag bachaaye daaman log lag jata hai (2)
dil pe aashiqon ke nishane se rangda (2) haaye
ishq di gali vich koi koi langda (2)

khali dil nahin jaan vhi yeh mangta (2)
ishq di gali vich koi koi langda (2)

(dushman hai dil ka aisa man ka yeh meet hai
jag se nirali iss khel ki reet hai) (2)
jeet mein haar hai haar mein jeet hai (2)
ishq ishq hai maidane nahin jang da (2) haaye
ishq di gali vich koi koi langda (2)

naam hai deewaana dooja naam na koyi (2)
pyaar ke jaisa badnaam nahin koyi (2)
ishq se bada ilzaam nahin koyi (2)
ishq aashiqaano sooliyon pe tangda (2) haaye
ishq di gali vich koi koi langda (2)

khali dil nahin jaan vhi yeh mangta (2) haaye
ishq di gali vich koi koi langda (2)

khali dil nahin jaan vhi yeh mangta (2)
ishq di gali vich koi koi langda (2)


Movie: Kachche Dhaage (1999)
Music Director: Nusrat Fateh Ali Khan (Ustad)
Singer: Alka Yagnik, Hans Raj Hans
Lyrics: Anand Bakshi
MIO Link: http://www.musicindiaonline.com/p/x/OAXmfUJ6KS.As1NMvHdW/

Original version:


Junaid Sheikh's version:

Friday, June 1, 2007

Jab Chali Thandi Hawaa

What a combo - Asha sings for Asha! simply beautiful. This movie had very few songs that had happy tunes but all songs were gems. This one my favorite!

(jab chali thandi hawaa jab uthi kaali ghataa
mujhko aye jaan-e-wafaa tum yaad aaye) (2)

zindagi ki daastaan chaahe kitni ho haseen
bin tumhaare kuch nahin (2)
kyaa mazaa aata sanam aaj bhule se kahin
tum bhi aa jaate yahin (2)
yeh bahaaren yeh fizaa dekh kar o dilrubaa
jaane kyaa dil ko hua tum yaar aaye
jab chali thandi hawaa jab uthi kaali ghataa
mujhko aye jaan-e-wafaa tum yaad aaye

yeh nazaaren yeh samaa aur phir itne jawaan
haaye re yeh mastiyaan (2)
aisa lagta hai mujhe jaise tum nazdeek ho
iss chaman se jaan-e-jaan (2)
sun ke issi ki sadaa dil dhadakta hai meraa
aaj pehle se sivaa tum yaad aaye
jab chali thandi hawaa jab uthi kaali ghataa
mujhko aye jaan-e-wafaa tum yaad aaye


Movie: Do Badan (1966)
Music Director: Ravi
Singer: Asha Bhosle
Lyrics: Shakeel Badayuni