Tuesday, April 13, 2010

Panthi hoon main us path ka...

This is probably the best song of Kishore Kumar or so I feel. I've never heard a song of him like this one... it's out of this world, the music, lyrics and the voice.. waah waah Kishoreda, kya baat hai! You truly do fall in the same class as Saigal, Rafi and other singers. Hats off!

The song has been written, produced, directed and composed by him.


(panthi hoon main us path kaa ant nahin jiskaa
aas meri hai jiski dishaa aadhaar mere man kaa) (2)
panthi hoon main us path kaa

is path par dekhe kitne sukh dukh ke mele (2)
phool chune kabhi khushiyon ke (2)
kabhi kaaton se khele
jaane kab tak chalnaa hai mujhe is jeevan ke saath
panthi hoon main us path kaa ant nahin jiska
aas meri hai jiski dishaa aadhaar mere man kaa
panthi hoon main us path kaa

sangi saathi mere andhiyaare ujiyaare
mujhko raah dikhaaye palchhin ke phulzaare
pathik mere path ke sab taare aur neelaa aakaash
panthi hoon main us path kaa ant nahin jiskaa
aas meri hai jiski dishaa aadhaar mere man kaa
panthi hoon main us path kaa ant nahin jiskaa


Film: Door Ka Rahi (1971)
Singer: Kishore Kumar
Music Director: Kishore Kumar
Lyrics: A. Irshad
Picturized on: ?


1 comment:

Unknown said...

what is the meaning of "" mujhko raah dikhaaye palchhin ke phulzaare ""