Monday, February 1, 2010

Jaa Re... Jaa Re Ud Jaa Re Panchhi

You think Salil Chaudhary and all these golden melodies start playing inside the head. This is one of those songs of him that I adore so much, mostly because of music. It never gets old. The lyrics are also very beautiful. Picturized on a young and beautiful Mala Sinha.


(jaa re...
jaa re ud jaa re panchhi
bahaaron ke des jaa re
yahaan kyaa hai mere pyaare
ke ujad gayi bagiyaa mere man ki) (2)
jaa re...

(na daali rahi naa kali
ajab gham ki aandhi chali
udi dukh ki dhool raahon mein) (2)
jaa re...
yeh gali hai birhan ki
bahaaron ke des jaa re
yahaan kyaa hai mere pyaare
ke ujad gayi bagiyaa mere man ki
jaa re...

(main veena uthaa naa saki
tere snag gaa naa saki
dhale mere geet aahon mein) (2)
jaa re...
yeh gali hai asuan ki
bahaaron ke des jaa re
yahaan kyaa hai mere pyaare
ke ujad gayi bagiyaa mere man ki
jaa re...

jaa re ud jaa re panchhi
bahaaron ke des jaa re
yahaan kyaa hai mere pyaare
ke ujad gayi bagiyaa mere man ki
jaa re...


Film: Maya (1961)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Salil Choudhary
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Picturized on: Mala Sinha, Dev Anand & Others


4 comments:

Anonymous said...

One of my favourite songs.. Just lovely

Anonymous said...

Thanks for posting the lyrics :)

Kanan said...

Hi, nice to know.. my pleasure. Thanks for the comments.

Naresh Katwa said...

Great sing with great insight
I appreciate Kansan that you brought this song on your blog
Thoroughly enjoyed