Sunday, October 12, 2008

Jhoomti Bahaaron Kaa Samaa

One of the songs that I never knew I knew by heart. I guess I must have listened to it when it came out in the late 80s. I remembered this song while I was listening to the music of this centre shock chewing gum ad which sounded so much similar, but quite different too. Enjoy listening to it!

ps. Would love to watch the video of this. I've never watched it. I'm guessing they're on a motorbike or something?


Both: (jhoomti bahaaron kaa samaa
pyaar ki umange hai jawaan
hothon pe taraane chale hai do deewaane
pyaar ki basaane duniyaa) (2)
jhoomti bahaaron kaa samaa

M: geet koi pyaar ka sunaati hai hawaa
aaj mere sang sang gaati hai hawaa
F: geet koi pyaar ka sunaati hai hawaa
aaj mere sang sang gaati hai hawaa

Both: dil se dil mile phool se khile
muskuraati hai waadiyaan
jhoomti bahaaron kaa samaa
pyaar ki umange hai jawaan
hothon pe taraane chale hai do deewaane
pyaar ki basaane duniyaa
jhoomti bahaaron kaa samaa

M: aa aa aa
F: aa aa aa
M: o o o
F: aa aa aa

F: dil se mile dil to ikraar ho gayaa
aaj hume zindagi se pyaar ho gayaa aa
M: dil se mile dil to ikraar ho gayaa
aaj hume zindagi se pyaar ho gayaa

Both: dil ne jo kahi dil ne jo suni
khatm na ho woh daastaan
jhoomti bahaaron kaa samaa
pyaar ki umange hai jawaan
hothon pe taraane chale hai do deewaane
pyaar ki basaane duniyaa
jhoomti bahaaron kaa samaa

M: aaj mila jeene ka bahaana hum ko
kehdo na dhoondhe yeh zamaanaa hum ko
F: aaj mila jeene ka bahaana hum ko
kehdo na dhoondhe yeh zamaanaa hum ko

Both: aa chale udhar le chale jidhar
dhadkanon ka yeh caravaan
jhoomti bahaaron kaa samaa
pyaar ki umange hai jawaan
hothon pe taraane chale hai do deewaane
pyaar ki basaane duniyaa

jhoomti bahaaron kaa samaa
pyaar ki umange hai jawaan

la la la la la la la la...
hm hm hm hm hm...


Film: Dehleez (1986)
Singers: Mahendra Kapoor, Asha Bhosle
Music Director: Ravi
Lyrics: Rao Balasaraswathi Devi or Hasan Kamal
Picturized on: Jackie Shroff, Meenakshi Sheshadri?
Audio link: http://www.dishant.com/jukebox.php?songid=9190

No comments: