Tuesday, May 4, 2010

Har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe...

Growing up next to Sben in Vallabh Vidyanagar was the best because I got to listen to a ton of Lata Mangeshkar solos on radio and tape player non-stop. She being a huge fan of the haunting melodies of LM, I got to hear this one along with many other favorites...


(har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe) (2)
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe

yeh andhere mujhe ho ho ho ho ho
yeh andhere mujhe is liye hai pasand
in mein saaya bhi apna dikhaayi na de (2)
roshni ho wahaan (3) tu jahaan bhi rahe
zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe

chaand dhoondhla sahi ho ho ho ho ho
chaand dhoondhla sahi gham nahin hai mujhe
teri raaton pe raaton ka saaya na ho (2)
chaandni ho wahaan (3) tu jahaan bhi rahe
zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe


Film: Upkaar (1967)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Kalyanji Anandji
Lyrics Gulshan Bawra
Picturized on: ?

3 comments:

Ava said...

teri raaton pe raaton ka saya na ho.

such a sweet song.

Kanan said...

Avdi, thanks :) very sweet song.

Unknown said...

nice and good- song and music