Wednesday, October 20, 2010

Main To Tere Haseen Khayaalon Mein

When I started listening to the song, it caught my attention right away because the music was so attractive, specially all the instruments in the beginning of the song. And then the sweetest voice followed and it just made me get lost the way they say "main to tere haseen khayaal mein kho gayaa". First glimpse of the video gave me a feeling the actor too looked too familiar. Of course, why not, it's Dara Singh's brother Randhawa. They look so similar I almost got mixed up. It amazes me how many Bollywood men Rafi sahab gave his voice to. The actress, Swarna Kumari, also looks pretty nice for being not-so-famous.

I am so in love with this music. It is of Lala Asar Sattar. I've never heard of him before today. Must find more of his work. Lyrics per earthmusic are by Aish Kanwal. Nice ones and I adore them for the meaning and rhyming words. Hope you enjoy it too!


main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa (2)
duniyaa yeh keh rahi hai ke deewaana ho gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

yeh husn teraa khiltaa huaa saa gulaab hai (2)
aankhen teri haseen kanwal kaa shabaab hai
tu laajawaab hai
woh khushnaseeb hai teri mehfil mein jo gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

koyi na jis ko samjhaa tu ek aisaa raaz hai (2)
mujhko bhi aaj apne muqaddar pe naaz hai
tu dil nawaaz hai
aashiq hoon teri zulf ke saaye mein so gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

daaman chhudaa ke jaao na itne guroor se (2)
kyaa hai kusoor poochhate hai hum huzoor se
dekho na door se
kar do khataa muaaf jo honaa thaa ho gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa

duniyaa yeh keh rahi hai ke deewaana ho gayaa
main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa


Film: Sangram (1965)
Singer: Mohd. Rafi
Music Director: Lala Asar Sattar
Lyrics: Aish Kanwal
Picturized on: Randhawa, Swarna Kumari


1 comment:

bharatbhai r pandya said...

Thank you sir for posting the text of the gazal