Friday, July 16, 2010

Saccha hai gar pyaar meraa sanam

It has been years since I watched this film. I remember falling in love with the music and songs of this film and had made an audio from the video as I didn't have them on a tape (audio cassette). I also remember listening to it on repeat numerous times and Mohd Rafi's "O Priya!" of "kaun hai jo sapnon mein aaya" was the most hummed melody for me. In all that, I had completely forgotten about this romantic number.

So when I rediscovered this one, I had to remind myself of it and I wished for it to be longer than two stanzas and thanks to youtube, I actually found the enhanced audio version only to find one additional stanza and I am one happy camper!!

Shailendra sahab's beautiful words and Shankar Jaikishan's out of this world music only make it sweeter.


sacchaa hai gar pyaar meraa sanam
honge jahaan tum wahaan honge hum
yeh dhadkane bhi agar jaaye tham
jab bhi pukaaro sadaa denge hum

yeh ajab saa raaz hai yeh ajeeb baat hai (2)
apnaa pyaar tab se hai jab se kaaynaat hai
priya! priya!
mar ke bhi yeh pyaar hoga na kam
honge jahaan tum wahaan honge hum
hoye hoye..
sacchaa hai gar pyaar meraa sanam
honge jahaan tum wahaan honge hum

jhoomne lagi fizaa geet gaa uthaa gagan (2)
aur hawaao ne kahaa phir kahin pe hai milan
priya! ey! priya!!
milenge do dil kahin yeh kasam?
honge jahaan tum wahaan honge hum
sacchaa hai gar pyaar meraa sanam
honge jahaan tum wahaan honge hum

kyon na saat aasmaan aaye apni raah mein (2)
saaya ban ke saath hoon main tumhaari chaah mein
badh ke rukenge ab na yeh kadam
honge jahaan tum wahaan honge hum
sacchaa hai gar pyaar meraa sanam
honge jahaan tum wahaan honge hum


Film: Jhuk Gayaa Aasmaan (1968)
Singer: Mohd. Rafi
Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics: Shailendra
Picturized on: Rajendra Kumar, Saira Banu

Video:


Enhanced audio with 3 stanzas:

2 comments:

Ava said...

I love ALL the songs of this movie.

husn jab se mera ho gaya hai
mujh pe padti hain sabki nigahen

lovely

Kanan said...

Avdi, me too me too! I think it's all because of the music that makes it so catchy. Hasrat Jaipuri and Shailendra write immortal poetry. *sigh* simply gorgeous stuff...