Monday, July 2, 2007

Woh Lamhe Woh Baatein

The first time I heard good things about songs of Zeher was when Heena said Nirmeshbhai was absolutely in love with the songs of this movie. I tried listening to it but gave up after listening to 15 seconds of one song and didn't like it, until I heard this one. After listening to this one I am a bigger fan of Anu Malik and not to mention a brand new fan of Atif Aslam's voice. Although his singing reminds me of Adnan Sami, I think he has quite a unique voice and it's clearly evident that he has had good classical training. I am also beginning to like the lyrics of Sayeed Quadri. And I wonder whether Shakeel Azmi is a relative of Kaifi Azmi...


hooo
hoooo hooo hooo hooo hooo
hooo hooo hoo hoo (2)

woh lamhe woh baatein
koi na jaane thi kaisi raatein
ho barsaatein
woh bheegi bheegi yaadein (2)
na main jaanoon na tu jaane

kaisa hai ye mausam koi na jaane
kahin se hai fizaa aayi ghamon ki dhoop sang laayi

khafaa ho gaye hum judaa hogaye hum

woh lamhe woh baatein
koi na jaane thi kaisi raatein
ho barsaatein
woh bheegi bheegi yaadein (2)
na main jaanoon na tu jaane

hoooo hoooo

saagar ki gehraayi se
gehra hai apna pyaar
sehraon ki inn hawaon mein
kaise aayegi bahaar
kahan se yeh hawa aayi
ghataayen kaali kyon chhaayi
khafaa ho gaye hum judaa ho gaye hum

woh lamhe woh baatein
koi na jaane thi kaisi raatein
ho barsaatein
woh bheegi bheegi yaadein (2)

hooo
hoooo hooo hooo hooo hooo
hooo hooo hoo hoo
aaa aaa aaa aaaa aaaaaa
(this aalap is simply fantastic!)


Movie: Zeher (2005)
Music Director: Anu Malik
Singer: Atif Aslam
Lyrics: Shakeel Azmi, Sayeed Quadri


No comments: