Monday, March 26, 2007

Bhaarat Ki Ek Sannari

This is one of my favorite songs! Today being Ram Navmi, I just couldn't stop humming it so decided to type up the lyrics. Wish I had a clearer version of the song so I can get entire song lyrics. In any case, it's a gem! Brings tears to eyes listening to the song, thinking what life of a Maryada Purushottam was like and the greatness of His ardhaangini!


Bhaarat ki ek sannari ki hum katha sunaate hai
Hum katha sunaate hai

Mithila ki raaj dulaari ki hum katha sunaate hai
Hum katha sunaate hai
Bhaarat ki ek sannari ki hum katha sunaate hai
Hum katha sunaate hai

Shiv dhanushya raam ne todaa (2)
Milaa chandra chakor kaa jodaa (2)
Janakpuri se todaa naataa, awadhpuri se jodaa (2)
Komal thi woh kali, sukho mein pali, bano mein chali, bahut dukh paayi
Sun kar uss ki vyathaa nain bhar aate hai
Hum katha sunaate hai

Bhaarat ki ek sannari ki hum katha sunaate hai
Hum katha sunaate hai

Raavan ne chhal kari, Siya ko hari, vidhi kya kari, jo?? van paayi?
Seeta! Seeta! kare virah mein chare
Vano mein phire
Vikal raghuraayi (2)

(dialogs)

Bhaarat ki ek sannari ki hum katha sunaate hai
Hum katha sunaate hai

Pavan-putra wahaan aaye (2)
Sudhi ko dhyaaye yukti bahu keeni piya sudhi paayi?
Kaam kop kar badhe lanka par chadhe
Phook dayi lanka
Siya lautaayi (3)

Jaise tel mitti tel mein baaT
baaT mein tej prakaashe
Tasu raam hriday mein Siya
Siya hi yeh raam hi bhaase

Kya bina praaN ke amar rahi kahi dehi (2)
Kya yehi raam darbaar
kahaan vaidehi (3)


Film: Ram Rajya (1943)
Singer: Madhusudan Ram Apte
Music Director: Shankarrao Vyas
Lyrics: Ramesh Gupta
Picturized on: ?

Thank you, Nanu, for helping with those special words in the lyrics! :)

2 comments:

Anonymous said...

MY mother was looking for these lyrics. Thanx that you had them
on your blogspot.

Kanan said...

Anon, glad to know they were of help and your mom also got to enjoy this divine song.