Just out of no where I started humming this song. One of the reasons was that I finished a tedious task that I was supposed to so I think that caused the "nasha" effect more than anything and then it being a Friday night just added to it. Oh how I love this song. Didn't remember that was it an Aamir Khan song. How exciting! The music and lyrics are fun too and this one reminds me of so much of "jaa re jaa re ud jaa re panchhi" for some reason. Inspired music? I definitely want to think so ;) and the picturization reminds me of "ruk jaa o dil deewaane poochhu to main zaraa.."
tujhko dekhenge sitaare to zeeya maangenge (2)
aur pyaase teri zulfon se ghataa maangenge
apne kaandhe se dupatta na sarakne dena
warna boodhe bhi jawaani ki dua maangenge
are oh sharaabi ko aye khuda maut aa jaaye
jo chhod ke tujhe paimaana mooh ko lagaaye
(nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon) (2)
ke jab se maine tum ko dil yeh de diya
meetha meetha sa dard le liya
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
M: nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
(music sounds so familiar)
ho nazar se yoon mili nazar
deewaana main ho gayaa
asar yeh kya hua asar
kahaan yeh main kho gayaa
behke behke kadam behka behka hai man
chha gayaa chha gayaa mujhpe deewanapan
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
M: nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
jhuki jhuki nigaah mein
balaa ki shokhiyaan chhupi
khuli khuli laton mein bhi haaye
ghataa ki mastiayaan ruki
yeh hayaa yeh adaa
yeh Haseen yeh nayan
de gaye de gaye meethi meethi chubhan
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
M: nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
ke jab se maine tum ko dil yeh de diya
meetha meetha sa dard le liya
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
M: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
Film: Mann (1999)
Singer: Udit Narayan
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyrics: Sameer
Picturized on: Aamir Khan, Manisha Koirala
tujhko dekhenge sitaare to zeeya maangenge (2)
aur pyaase teri zulfon se ghataa maangenge
apne kaandhe se dupatta na sarakne dena
warna boodhe bhi jawaani ki dua maangenge
are oh sharaabi ko aye khuda maut aa jaaye
jo chhod ke tujhe paimaana mooh ko lagaaye
(nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon) (2)
ke jab se maine tum ko dil yeh de diya
meetha meetha sa dard le liya
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
M: nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
(music sounds so familiar)
ho nazar se yoon mili nazar
deewaana main ho gayaa
asar yeh kya hua asar
kahaan yeh main kho gayaa
behke behke kadam behka behka hai man
chha gayaa chha gayaa mujhpe deewanapan
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
M: nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
jhuki jhuki nigaah mein
balaa ki shokhiyaan chhupi
khuli khuli laton mein bhi haaye
ghataa ki mastiayaan ruki
yeh hayaa yeh adaa
yeh Haseen yeh nayan
de gaye de gaye meethi meethi chubhan
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
M: nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
ke jab se maine tum ko dil yeh de diya
meetha meetha sa dard le liya
suno o priya
maine tum ko dil diya
Ch: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
M: nasha yeh pyaar ka nasha hai
yeh meri baat yaaron maano
nashe mein yaar doob jaao
raho na hosh mein deewaanon
Film: Mann (1999)
Singer: Udit Narayan
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyrics: Sameer
Picturized on: Aamir Khan, Manisha Koirala