Tuesday, April 10, 2012

Jaane dil mein kab se hai tu...

One of my favorite movies and its favorite songs! Love both the happy and sad versions of it. I think the singers and musician and actors definitely have to do with it. Wish they made more songs like these.

~~~~~*~~~~~

Version 1:

aa aa aa aa aa aa..

M: jaane dil mein kab se hai tu
jab se main hoon tab se hai tu
mujhko mere rab ki kasam
yaara rab se pehle hai tu (2)

F: jaane dil mein kab se hai tu
jab se main hoon tab se hai tu
mujhko mere rab ki kasam
yaara rab se pehle hai tu

M: jaane dil mein kab se hai tu
jab se main hoon tab se hai tu
mujhko mere rab ki kasam
yaara rab se pehle hai tu
F: haan, yaara rab se pehle hai tu
aa aa aa..
aa aa aa..
aa aa aa aa aa..

M: raahi chale na chale
chalte rahe raaste
aao chalo ruk gayi
raste mein kis vaaste
F: main to khadi hoon yahin
yaar mila jab se hai tu

M: jaane dil mein kab se hai tu
jab se main hoon tab se hai tu
mujhko mere rab ki kasam
yaara rab se pehle hai tu
F: haan, yaara rab se pehle hai tu

(chorus)

F: naadaan ho jaate hai
anjaan ho jaate hai
ek doosre pe chalo
qurbaan ho jaate hai
M: tu hai jahaan main wahaan
mujhko pyaara sab se hai tu

F: jaane dil mein kab se hai tu
jab se main hoon tab se hai tu
mujhko mere rab ki kasam
yaara rab se pehle hai tu

M: jaane dil mein kab se hai tu
jab se main hoon tab se hai tu
mujhko mere rab ki kasam
yaara rab se pehle hai tu
F: haan, yaara rab se pehle hai tu
aa aa aa..
aa aa aa..
aa aa aa aa aa..
hm hm hm hm hm...

~~~~~*~~~~~

Version 2:

F: iss dil pe lagte hai jo
woh zakhm dikhte nahin
apno se milte hai jo
woh dard mitate nahin
main paas apne nahin
bas door jabse hai tu (2)

M: jaane dil mein kab se hai tu
jab se main hoon tab se hai tu
mujhko mere rab ki kasam
yaara rab se pehle hai tu
F: yaara rab se pehle hai tu
aa aa aa aa aa aa..
aa aa aa aa aa..
aa aa aa aa aa aa..
aa aa aa aa aa..
aa...

M: hote hai kuchh aise bhi
aansoo jo behte nahin
tum se hume pyaar hai
yeh bhi woh kehte nahin
aankhen lagi bolne
khaamosh jab se hai tu
haan, khaamosh jab se hai tu


Film: Mujhse Dosti Karoge (2002)
Singers: Lata Mangeshkar, Sonu Nigam
Music Director: Rahul Sharma
Lyrics: Anand Bakshi
Picturized on: Hrithik Roshan, Rani Mukherjee

Part I:


Part II:


2 comments:

Java said...

Hmm.. after a long time another song that I like a lot as well. Good good.. the music director is the son of Shiv Shankar Sharma. Did you know about that?

Kanan said...

Java, glad you like the song as well. I know of Pt. Shiv Kumar Sharma's son Rahul Sharma and own a couple of his CDs and enjoy his music but didn't realize the music director Rahul Sharma was the same one. Thanks for sharing that bit. As you can tell, I'm super behind in replying to comments. Glad to be catching up though...